Waqt


waqt hasata hai waqt hi rulata hai
waqt hi sab kuch sikhata hai
jo waqt ki kimat ko pehchan jata hai
wo manzil par pahunch jata hai
aur jo waqt ko kho deta hai
wo zindagi bhar pachtata hai
kyunki beeta hua waqt
luatkar nhi aata hai

                         -swami vivekanand

Comments